
Hamare kheto me uga raha hai jo sona
Daane ko eke k shishu ko uske hai rona
Kaise chalata hai yaha wo apna jeevan
Bata degi uski ek ek udhari hui seevan
Uski dushman hai bhook garibi lachari
Jane kab khatam hogi ye mahamaari
Aatmhatya kar raha hai desh ka kisan
Dosto phir bhi hai mera Bharat mahan
Shastri ji kah gaye jai jawan jai kisan
Maaf karna hamne kho di ye pahchaan
Maaf karma hamne kho di ye pahchan...
Daane ko eke k shishu ko uske hai rona
Kaise chalata hai yaha wo apna jeevan
Bata degi uski ek ek udhari hui seevan
Uski dushman hai bhook garibi lachari
Jane kab khatam hogi ye mahamaari
Aatmhatya kar raha hai desh ka kisan
Dosto phir bhi hai mera Bharat mahan
Shastri ji kah gaye jai jawan jai kisan
Maaf karna hamne kho di ye pahchaan
Maaf karma hamne kho di ye pahchan...
Poet
Sangeeta




