Tuesday

Too Kayi Dilo Ka



Tere liye jo rab ne sajaya hai

Gulistaan nahi sari bahaar hia

Tujhe ek gul ki talash hai aur

Gulshan ko tera intezaar hai

Na ho tu udaas yaqeen rakh

Zara aone sapne sanwaar le

Na tu dil ko apne beqaraar kar

Tu kai diloon ka qaraar hai....

No comments: